Monday, 9 August 2021

Top 5 Most Popular Mobile Photo Editing App 2021

Dosto android platform me kafi sare photo editing app available hai, lekin me aaj apko top 5 best editing app ke bare me batunga jo 2021 me abhi bhi top kr hai aur kafi jiyda popular bhi hua hai. Aur yah app play store pr available hai jo aap asani se download kr saktey ho.



top-5-most-popular-mobile-photo-editing-app




1. Lightroom

Lightroom app ek bahut hi popular app hai, Jo Adobe ne banaya hai, Dosto Lightroom app playstore par kafi jiyada download hau, aur isko editor choice ka award bhi mil chuka hai. Dosto is app ki madad se hm photo ko acchi tarah enhance kar satktey hai. Aur sath me lighting ki condition ko jaise image saturation, brightness, clarity, shadow aur bhi bahut kuch is app me free me use kr saktey hai. Dosto Lightroom room app me hm preset ka upyog bhi kr sakey hai, sath hi ise adobe creative cloud me upload kr PC me bhi use kiya ja sakta hai.

 

2. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai.


3. Toolwiz

Dosto, Toolwiz app bahut hi accha  app hai photo editing ki liye, jiski madad se hma photo ko crop, background remove kr saktye aur sath hi isme kafi accha  effect bhi dekhne ko milta, Iska favorite Oil paint hai, Oil paint feature ki wajah se yah app kafi popur ha chuka hai, aur sath me iske kafi sare template bhi dekne ko milte hai. Dosto  toolwiz app photography ke liye bhi use kiya ja satka isme camera filter bhi available hai.

 

4. Touch Retouch

Touch Retouch ek bahut hi popular app hai jo play store paid hai, ise aap free me use nhi kar saktey, Dosto  yah app kafi kam time me bahut hi jiyada popular hua hai. Is app ke madad se ham photo me unwanted cheez ko aasani se remove kar saktey, aur dosto yah ek aysa app ekdum perfect app hai. Isse accha app play store pr nhi milege for unwanted object removal.

 

5. Snapseed

Snapseed bhi ek kafi best photo editing app hai jo google ne banaya hai, Aur is app ko playstore pr kafi acchi rating bhi chuke hai, sath me ise app ko Editor choice ka award bhi mil chuka hai, Ise app ki madad se  app photo ki  brightness, shadow, details, saturation, tint,  curve ko asani se manage kar saktey hai, aur sath me isme kafi sare filter bhi available jo aap asani se use kar sakte ho, Dosto is app ka sabse best feature Double Exposer hai, Double Exposer ka use aap isme assni se kar sakety yah bilkul easy hai.

Sunday, 8 August 2021

Top 5 Best Android App 2021

Guys is post me aapko yah batauga ki 2021 me android me sabse best app kon sa hai, 2021 me kafi sare app launch hua hai jinme se kuch abhi bhi top pr hai aur is post me aapko iske baar me detail me batauga. Guys android app play store pr kafi available hai but inme ke mene sirf five hi select kiya hai.


top-5-best-android-app-2021



1. Nova Launcher

Nova Launcher ek bahut hi popular launcher app hai, Iske madad se ham se mobile ki UI ko customize kr saktey hai, Agar aakpo apne mobile me ek accha launcher download krna hai to isse best option koyi nhi, ye play store pr free me available hai, aur aap ise aasani se download kr saktey  hai, Guys Nova Launcher basically ek UI aur theme customize ke rup me bhi use kr saktey hai. Agar aapke phone ka system launcher ekdum bekar hai to aap Nova Luncher download kr satkey hai. Isme kafi jiyda customization dekne ko milta hai.


2. Solid Explorer

Solid Explore ek bahut hi accha file manager android app hai. Iske madad se app mobile ke storage ko asane se access kar satey hai, Mobile ka storage jaise internal, external dono storage ko isme asani se access kiya ja sakta aur sath me app system storage ko bhi access kr saktey hai. System storage ko access karne ke liye aapka phone root hona chahhiye. Solid Explorer ek kafi popular file manage app ban chuka android device ke liye, aur sath me isme kafi customization dekne ko milta hai. isme app zip file ko compress and de-compress bhi kar saktey hai sath hi isme kafi feature ka use asani se kar saktey hai.


3. Kine Master

Kine Master ek bahut hi popular android app hai iska use video editing me kiya jata hai. Kine Master app play store pr kafi popular hau hai aur iske download bhi millions me hai aur sath me isko editor choice ka award bhi mila chuka hai. Guys kine master app ki madad se hm video ko perfectly edit kar satey hai aur sath me video ka background bhi remove kar saktey hai chroma key feature ki madad se. Kine master app me aapko kafi theme aur templets bhi dekne ko milta hai, jo aap kafi assane se apne video editing me use kar satkey hai.


4. AZ Screen Recorder - No Root

AZ Screen Recorder bhi bahut hi accha app hai android device ki liye, Iska use ham apne mobile ki screen ko record krne ke liye kartey hai, Is app ko play store pr kafi acchi rating mili hai aur yah app play store me bhi kafi download hua hai. Iska use jiyadtar log game play ko record karne me kartye hai. Is app ko aap play store pr asani se download kar saktey hai, aur yah app without root ke  bhi asani se chal jata hai.


5. Picsart

Picsart app bahut hi popular android app hai iski maded se aap next level ki photo editing kr sakey hai, Yah app play store par kafi jiyada download hua hai aur iski rating bhi kafi acchi aur sath me isko play store pr Editor Chocie ka award bhi mil chuka hai. Dosto picsart app me ham photo ki background ko asani se remove kar sakey hai aur sath me photo ko enhance bhi kar saktey isme kafi jiyda feature diya gya hai aur sath me kafi behtareen effect bhi available hai. Dosto yah mobile editing ka sabse popular android photo editing app ban chuka hai aur ab is app ko beat krna kafi muskil hai.







Saturday, 7 August 2021

How to change text color in Command Prompt Windows

 Hi, Guys is post me appko yah batauga ki windows me command prompt ka text color kaise change kartey, basically yah ek simple trick hai jiske madad se aap cmd ke text ko aasani se change kr satkey hai. aur sath hi iska upyog krke text ko customize kr saktey hai.



Guys, Jaiya ki hum log jantey hai Command Prompt CMD ek bahut hi popular tools hai windows OS ki liye. Jiski madad se ham apne task ko easily handle kr sakey, CMD me ham command type kartey hai, aur jo ki inbuild command hota hai window ne provide kiya hai. Command prompt ki help se ham batch file ko easily run kar saktey hai, command prompt windows ka kafi accha tools hai, iski help se SQL, C language aur kafi programming language ko ispe editor ke roop me access kr saktey hai.


Command prompt me basically text ka color white hota hai joki dikhne me ekdum boring lagta hai, guys iske change krney ke liye hm kuch step ke follow kartey hai joki kafi easy, guys sabse pahley hm command prompt open kartey hai. command prompt open krtey hi hame ek window dikhega jo ekdum text editor or terminal jaise hoga, jiska background black aur text ka color white hoga.  Text ka color change karne kiya hilye hame sabse command type krna hoga sabse pahla command name "color" and  then attribute "-t" ye command type krne be baad apko color name aur color properties dikhega. Ab aapko color properties select krna hoga, jo color aapko best lagta hai wo aap select krke color and properties select krey, 

Example Command :    color -t 

                color 2

                color 3

                color A


Above Command type krne ke baad command prompt ke text ka color change ho jayega. guys ye exdum easy step hai, sirf do process follow krna hai, first color ka info -t aur isko baad aapne color type select krna hoga, iske baad text ka color easily change ho jayeag.

Guys kaisa lag post agar post accha laga to please post ko share kare aur comment kre aur hamre blog ko subscribe krna na bholey. thanks for your valuable time.







Friday, 6 August 2021

Battlegrounds Mobile India Launch on iOS officially tease on Instagram page.

Karfton ne officially instagram page pr teased kr diya hai ki wo iOS platform pr Battleground Mobile india launch kr sakte hai, Battleground Mobile india ne naya post instagram pe bataya ki unho ne Google Playstore pr 50M downloads complete kr liya hai joki kafi badi milestone hai. 

 

 


battlegrounds-mobile-india
Image Credit : Battlegrounds Mobile India, Karfton Inc.


 

Battlegrounds Mobile India ek bohot hi popular battle royal game hai jo krafton duwara develop kiya gya hai, yah game kafi popular hua tha PUBG name se, but india me iske goverment ne ban kr diya tha because of some connection of chines server, but karfton se phir se announce kiya ki hum PUBG phir se launch karege aur company ne officially Battelground india ke naam se lauch kr diya. Company ne sabse pahley ise Android platfrom pr launch kiya, aur ab company ne officially instagram ke page pr teased kr diya hai ki wo iOS platform ke liye launch kr rahe hai.

 

Battleground Mobile India ne hall hi me naya feature announce kiya tha joki Tesla factory pr based tha aur yah Elun Musk ke company se collaboration tha, Jisme Battleground ne naya feature aur naya Map bhi launch kiya hai, jo kafi majedar hai. Aur sath me unhone Tournament ka bhi announcement kiya hai.

 

Battleground Mobile India Ek kafi shaandar game ban chuka hai, Aur iske kafi Fan & Followers bhi ho chuke aur ab company ne iOS user ke liya bhi post teased kr diya hai, joki kaffi acchi baat hai. iOS me launch kane ke baad iske aur bhi kafi follower badh saktey hai.



Friday, 19 February 2021

Poco X3 Pro launch in India of second week of March

Hi Guys Jaisa ki ham jantey hai ki poco ek kafi popular brand ban chukka hai aur is maheene kee shuruaat mein, Poco ne Poco m3 smartphone ke ghoshana ke  aur Poco X3 pro ko haal hee mein  BIS ceritification dvaara approve kiya gaya tha, isalie yah anumaan lagaaya jaata hai ki yah bharat ke lie agala poco phone ho sakata hai.

 

Poco X3 Series


 

 

Poco X3 pro ke FCC Certification se pata chala hai ki isme MIUI 12 ke sath boot karega aur yah Dual Wifi-band, Bluetooth  Aur 4G LTE jaise feature ke sath me dekhne ko mil sakta hai. Aur sath me iska model no. bhi BIS Certification pr list ho chuka hai jo M2012J20SI jaisa hai.

 

According to leaks by XDA Developers, Poco X3 mein snapdragon 855 ya snapdragon 855+ chipset ho sakata hai. Aur sath me 48-MP ka quad camera module ke saath aane ka anumaan hai. Debayaan roy ke anusaar, Poco X3 pro march ke pahale ya doosare week mein india me launch ho sakata hai.


Pichhale saal Poco X3 mein hme 120hz refresh rate ke saath FHD 6.67 display  ka sath me dekhne ko mila tha aur sath me Snapdragon 732G processor aur 6000 mah battery with 33 watt fast charging ke sath me launch hua tha. Aur iska camera 64 MP tha. Leak ke anusar Poco X3 pro me shayad kafi kuch Upgrade dekhne ko mil satkta hai.

 

Wednesday, 17 February 2021

Redmi Note 10 Series India Launch on 4th March

Hi Guys, jaisa ki hum jante hi ke Redmi series xiaomi ki sabse popular series hai, ye series me company hme great specs provide karti hai. Pichlay saal redmi note 9 series  jo xiaomi ne  14 july 2020 ko launch kiya tha jo kafi popular hua rhi. Aur ab xioami iska successor redmi note 10 series launch krne ja rha jiski launch date confirm ho chuki hai, ye series March 4 ko launch hogi.


Redmi Note 10 Series
Image credit : Xiaomi India



Guys redmi note 10 series kafi damdar series honi wali hi xiaomi ke traf se, leak ke anusar  redmi note 10 series. Is baar company shayad india me pahley phone launch kare aur baad me global launch according to above image.  Is baar redmi note 10 series me hme Amoled screen bhi dekhno ko mil sakta hai aur sath me ips lcd aur refresh bhi dekhne ko milega sath me 108mp ka camera bhi hoga.


According to leak is baar hme ek accha processor bhi dekhne ko mil sakta hai jo snapdargaon aur mediatek  dono ho skta hai aur sath me 5G bhi mil skta hai, Redmi note 10 series amazon exclusive hone wali hai. Guys xiaomi ne agar Amoled screen provide kiya to ye kafi popular aur mid range killer ban sakti hai aur Sath me yah hme kam keemat pe mil saktha jo budget king bhi ho sakta hai.


Leak ke jankai ke anusaar redmi note 10 series four variant me launch kiya ja skta hai, redmi note 10 pro 4G, redmi note 10 pro 5G, redmi note 10 4G, redmi note 10 5G bhi lauch ho sakta hai. Leak  ke mutabik  ye white, grey aur green color me launch kiya ja skta hai. Aur iska price mid range ke hisab se rakha jayega under 10k to 20k.

 

I hope guys is post se apko kafi kuch information mili hogi. Agar yah post accha to please like and share kare.